Online fraud se kese bache?
.
.
Dosto aaj ka jmana computer or Machino ne le rakha hai or dino din tarkki ho rahi hai logo ko jo ghanto khde reh kr kaam krvana padta tha vo ab kuch second me ho jata hai but jesa ki aap jante hai ki ak sikke ke do phelu hote hai vese hi online jo kaam hote hai usme kaam ka burden kam kiya hai
.
.
Online kaam ke fayde hai to kuch nuksaan bi dosto ager aap kuch bato ks dhyan rakhe to inke hone wale fraud se bach sakte hai...
.
.
Me apko iss bare me kuch iss bare me janari dd raha hu
Chaliye jante hai....
Ager aap online money transfer ya kuch payment krte hai to inn baato ka dhyan rakhe..
→sabse jaruri baat ye hai ki uski terms & condition pad le.
.
.
→uss site ke baare me internet pe search krke deke ya apne dosto se puche
.
.
→payment proof ho ske to chek jarur kre.
.
.
→Bina Soche Samje Apne bank ya debit & credit card ki detail na de
.
.
Kai baar apko international ya bank related calls aate hai jo aapko scheme ya inaam ki lalch dekr aapse atm/bank ki jankari lete hai unko apne private details na de
Ager kuch problem ho to side apki bank se mulakat le
.
.
Note- Bank kabi bi Atm pin ya secured code ki details nhi mangta hai
Thank you